रविवार, 22 जुलाई 2018

फोटो का Background कैसे Change करे। photo Ke Piche Ka background Kaise hataye

Photo Ke Piche Ka background Kaise Badle (Rupesh Raushan)

अपने फोटो का बैकग्राउंड कैसे बदले / Kisi bhi photo ka background Kaise change kare. agar aap Chahte Hain photo ke background ko change karna. please is blog ko pura pade. yahan  aapko step by step Bata Diya Jayega ki aap Kisi Bhi photo ka background Kaise change kar sakte Hain, Aaj Ke is 4G network ke Jamane mein Har Koi Chahta Hai Ki uski photo DSLR Ki Tarah lage. aap ke photo ka background kharab ho tho simple tarike Se Usko background Hata sakte hain, aur dusra background Laga sakTe hain hum aapko kuch apps batane ja rahe hain jinki, help se Aap aasani se photo ke background ko Hata sakte hain Ye apps jo hai wo Kafi simple banate hain Kisi bhi cheez ko Apps bahut hi Aasan kar dete Hain Kisi bhi cheez Ko toh Chaliye main aapko batata hoon OWO App Jinki sahayta se, aap aasani se apne photo ke background ko remove kar Payenge..

How to change photo background

Tho Jo Pehla app hai Kafi popular hai iska naam picsart hai 

1."PICSART"

Yeh Aapko play store par Mil Jayega Iski Help se Aap aasani se background remove kar Payenge Aur is App mein bahut Sare features maujood hai..

Toh dusra app ka naam hai auto background changer

2."AUTO BACKGROUND CHANGER"

Yeh abhi aapko play store pe Mil Jayega

Aur jo aapko Teesra Aap BataNe Ja Raha Hoon uska naam hai photo background changer

3."PHOTO BACKGROUND CHANGER"

Yeh Bhi aapko play store par Mil Jayega

Agar aap aur is baare mein Jankari Lena Chahte Hain Tho Iske niche main link de raha hoon us link par click Karke Aap video ko dekh sakte hain jis mein badiya tarike se bataya gaya hai ki aap background ko kaise Hata sakte hain Ya white background kaise laga sakte hain I hope aapko Pasand Aaya hoga.

Photo Ka Background Kaise Change Kare Video
https://youtu.be/6Gea3j1vDnw

Contact me.rupeshraushan231@gmail.com

कैसा लगा जरूर बातयें । और अपने दोस्तों को भेजें
EmoticonEmoticon